Kaatelal and Sons Fan Fiction
Sumod Fan Fiction FF Part 1 Leap 6 Months Susheela aur Madhav bahot khushi sereh rahe hai aur Madhav ek ache pati ki tarah Susheela ko Kush bhi rakh raha hai par pyaar bhulana itna aasan kahan. Susheela ab bhi kayi baar baith kar pramod ko yaad karti hai. Pramod toh ab bhi Shusheela ko bahot yaad karta hai. Pramod ab London mein rehta hai aur Shusheela Madhav ke saath Delhi mein .Pramod toh Doctor hi hai aur Madhav app designing company ka manager. Shusheela ne Kaatelal and Sons ki ek or Branch mein kaam karti hai. Shusheela: Madhav tumne breakfast kar liya kya? Time bahot ho gaya hai or mujhe bahot late ho raha hai Madhav: Hain kar liya hai, my Love. Tum Driver ko bolna ki ghaadi slow chalaye Shusheela: haa baba hai, tum roj ek hi baat kehte kehte thakte nhi ho kya Madhav: Agar mein thak gaya to tumhara khayal kon rakhega Susheela: mein khud rakh sakti hu mera khyaal Madhav: Agar tum apna khyal khud rakh logi toh mein kya karunga Susheela: Kaa...